New khamoshi shayari in Hindi 2023 | खामोशी पर शायरी

 दोस्तों अगर आप भी Khamoshi Shayari in Hindi या Khamoshi Shayari Hindi me की खोज में इस पोस्ट पर आए हैं तो आपका स्वागत है।

इस पोस्ट पर हमने खामोशी पर शायरी आप सभी के साथ साझा कर रहे हैं और हमें पूरी उम्मीद है आपको हमारी खामोशी शायरी ज़रूर पसंद आयेंगे। 

New khamoshi shayari in Hindi 2022 | खामोशी पर शायरी 


khamoshi shayari

shayari on khamoshi

जज्बात कहते हैं, खामोशी से बसर हो जाएँ,
दर्द की ज़िद है कि दुनिया को खबर हो जाएँ।

Jajbaat kahte hain, khamoshi se basar ho jaen,
Dard ki zid hai ki duniya ko khabar ho jaen.

जब कोई बाहर से खामोश होता है,
तो उसके अंदर बहुत ज्यादा शोर होता है।

Jab koi bahar se khamosh hota hai,
To uske andar bahut jyada shor hota hai.

बोलने से जब अपने रूठ जाएं,
तब खामोशी को अपना साथी बनाएं।

Bolne se jab apne rooth jaen,
Tab khamoshi ko apna sathi banaen.

dard khamoshi shayari

इश्क की राहों पर जिस दिल ने शोर मचा रखा था,
   बेवफाई की गलियों से आज वो खामोश निकल रहा है। 

Ishq ki raahon par jis dil ne shor macha rakha tha,
   Bewafai ki galiyon se aaj vo khamosh nikal raha hai.

इन खामोश हवाओं में थोड़ी आहट तो हो,
उस बिखरी रूह को हमसे थोड़ी चाहत तो हो।

In khamosh havaon mein thodi aahat to ho,
Us bikhari rooh ko humse thodi chahat to ho.

meri khamoshi shayari

तड़प रहे है हम तुमसे एक अल्फाज के लिए,
तोड़ दो खामोशी हमें जिन्दा रखने के लिए।

Tadap rahe hai hum tumse ek alfaaj ke liye,
Tod do khamoshi humen jinda rakhne ke liye.

मेरी खामोशियों में भी फसाना ढूंढ लेती है,
बड़ी शातिर है ये संसार बहाना ढूंढ लेती है,
हकीकत जिद्द किये बैठी है चकनाचूर करने को,
मगर हर आंख फिर ख्वाब सुहाना ढूंढ लेती है।

Meri khamoshiyon mein bhi fasana dhoondh leti hai,
Badi shaatir hai ye sansar bahana dhoondh leti hai,
Haqeekat zidd kiye baithe hai chaknachoor karne ko,
Magar har aankh phir khwaab suhana dhoondh leti hai.

चुभता तो बहुत कुछ है मुझे भी तीर की तरह,
लेकिन खामोश रहता हूँ तेरी तस्वीर की तरह।

Chubhta to bahut kuch hai mujhe bhi teer ki tarah,
Lekin khamosh rahta hoon teri tasveer ki tarah.

khamoshi sad hayari

क्यों करते हो मुझसे इतनी खामोश मोहब्बत,
लोग समझते हैं इस बदनसीब का कोई नहीं।

Kyon karte ho mujse itni khamosh mohabbat,
Log samajhte hain is badnaseeb ka koi nahin.

रात गुम सुम है मगर खामोश नहीं,
कैसे कह दूँ आज फिर होश नहीं,
ऐसे डूबा हूँ तेरी आँखों की गहराई में
हाथ में जाम है मगर पीने का होश नहीं।

Raat gum sum hai magar khamosh nahin,
Kaise kah doon aaj phir hosh nahin,
Aise dooba hoon teri aankhon ki gahrai mein
Hath mein jaam hai magar peene ka hosh nahin.

khamoshi shayari


इंसान की अच्छाई पर सब खामोश रहते हैं,
चर्चा अगर उसकी बुराई पर हो तो गूँगे भी बोल पड़ते हैं।

Insaan ki achchai par sab khamosh rahte hain,
Charcha agar uski burai par ho to goonge bhi bol padte hain.

khamoshi ki shayari hindi

हम खामोशी से देते हैं खामोशी का जवाब,
  कौन कहता है अब हम बात नहीं करते?

Hum khamoshi se dete hain khamoshi ka jawab,
  Kaun kahta hai ab hum baat nahin karte?

चाह कर भी इश्क़-ए-इज़हार जो हम कर ना सके,
हमारी खामोशी पढ़ लो तुम और कबूल कर लो हमें।

Chaah kar bhi ishq-e-izahaar jo hum kar na sake,
Humari khamoshi padh lo tum aur kabool kar lo humen.

खामोश फ़िजा थी कोई साया न था,
इस शहर में मुझसा कोई आया न था,
किसी जुल्म ने छीन ली मुझसे मेरी मोहब्बत
मैंने तो किसी का दिल दुखाया न था।

Khamosh fiza thi koi saya na tha,
Is shahar mein mujhsa koi aaya na tha,
Kisi julm ne chheen li mujhse meri mohabbat mainne to kisi ka dil dukhaya na tha.

dost ki khamoshi shayari

चलो अब जाने भी दो दोस्त, क्या करोगे दास्तान सुनकर?
मेरी खामोशी तुम समझोगे नहीं और बयां हमसे होगा नहीं।

Chalo ab jane bhi do dost, kya karoge daastan sunkar?
Meri khamoshi tum samajhoge nahin aur bayan humse hoga nahin.

teri khamoshi shayari

लोग तो सो लेते हैं जमाने कि चहल पहल में,
मुझे तो तेरी खामोशी ही सोने नहीं देती।

Log to so lete hain jamane ki chahal pahal mein,
Mujhe to teri khamoshi hi sone nahin deti.

मेरी खामोशी में शोर भी है और सन्नाटा भी है,
तूने गौर से नहीं देखा,
इन आखों में कुछ और भी हैं।

Meri khamoshi mein shor bhi hai aur sannata bhi hai,
Tune gaur se nahin dekha, in aakhon mein kuch aur bhi hain.

love khamoshi shayari

तेरी खामोशी अगर तेरी मज़बूरी है,
तो रहने दे, इश्क़ कौन सा जरुरी है।

Teri khamoshi agar teri mazboori hai,
To rahne de, ishq kaun sa jaruri hai.

जब कोई ख्याल दिल से टकराता है,
दिल न चाह कर भी खामोश रह जाता है,
कोई सब कुछ कह कर प्यार जताता है,
कोई कुछ न कहकर भी सब बोल जाता है।

Jab koi khyal dil se takrata hai,
Dil na chaah kar bhi khamosh rah jata hai,
Koi sab kuch kah kar pyar jatata hai,
Koi kuch na kahkar bhi sab bol jata hai.

khamoshi wali shayari

लफ़्ज़ों की कमी तो कभी भी नहीं थी जनाब,
हमें तलाश उनकी है जो हमारी खामोशी पढ़ लें ।

Lafzon ki kami to kabhi bhei nahin thi janab, 
Humen talash unki hai jo humari khamoshi padh len.

खामोशी को इख़्तियार कर लेना,
अपने दिल को थोड़ा बेकरार कर लेना,
जिन्दगी का असली दर्द लेना हो तो
बस किसी से बेपनाह प्यार कर लेना।

Khamoshi ko ikhtiyar kar lena,
Apne dil ko thoda bekarar kar lena,
Zindagi ka asli dard lena ho to bas kisi se bepanah pyar kar lena.


khamoshi shayari


जब से गमों ने मेरी जिंदगी में अपनी दुनिया बसाई है,
दो ही साथी बचे हैं अपना एक खामोशी और दूसरी तन्हाई है।

Jab se gamon ne meri zindagi mein apni duniya basai hai,
Do hi sathi bache hain apna ek khamoshi aur doosri tanhai hai.

tumhari Khamoshi shayari

तेरी खामोशियों को पढ़कर मैं भी खामोश हो जाता हूं,
भला कर भी क्या सकता हूं,
गम-ए-आगोश हो जाता हूं।

Teri khamoshiyon ko padhkar main bhi khamosh ho jata hoon,
Bhala kar bhi kya sakta hoon,
Gam-e-aagosh ho jata hoon.

बड़ी खामोशी से टूट गया वो एक भरोसा
जो सिर्फ तुम पर था।

Badi khamoshi se toot gaya vo ek bharosa 
jo sirf tum par tha.

best Khamoshi shayari

खामोशीयाँ यूं ही बेवजह नहीं होती,
कुछ दर्द भी आवाज़ छीन लिया करते हैं।

Khamoshiyan yoon hi bevajah nahin hoti,
Kuch dard bhi awaaj cheen liya karte hain.

uski Khamoshi shayari

जब इंसान अंदर से टूट जाता है,
तो अक्सर बाहर से खामोश हो जाता है।

Jab insan andar se toot jata hai,
To aksar bahar se khamosh ho jata hai.

aankhon ki khamoshi shayari

जब खामोश आँखो से बात होती है,
ऐसे ही इश्क की शुरुआत होती है,
तुम्हारे ही खयालों में खोए रहते हैं,
पता नही कब दिन और कब रात होती है।

Jab khamosh aankho se baat hoti hai,
Aise hi ishq ki shuruat hoti hai,
Tumhare hi khayalon mein khoe rahte hain, Pata nahi kab din aur kab raat hoti hai.

rishte khamoshi shayari

मेरी जिंदगी में मेरे दोस्तों ने मुझको खूब हँसाया,
घर की जरूरतों ने मेरे चेहरे पर सिर्फ खामोशी ही लाया।

Meri zindagi mein mere doston ne mujhko khoob hansaya,
Ghar ki jarooraton ne mere chehre par sirf khamoshee hi laya.

khamoshi love shayari in hindi

किन लफ्जों में लिखूं मैं अपने इन्तज़ार को
बेजुबाँ सा इश्क तुम्हे खामोशी से ढूंढता है।

Kin lafjon mein likhoon main apne intazar ko Bejuban sa ishq tumhe khamoshi se dhoondhta hai.


dil ki khamoshi shayari

इश्क़ के चर्चे भले ही पूरी दुनिया में होते होंगे,
पर दिल तो खामोशी से ही टूटते हैं।

Ishq ke charche bhale hi poori duniya mein hote honge,
Par dil to khamoshi se hi tootte hain.

खामोशियाँ अक्सर कलम से बया नहीं होती,
अँधेरा दिल में हो तो रोशनी से आशना नहीं होती,
लाख जिरह कर लो अल्फाज़ो में खुद को ढूंढ़ने की,
जले हुए रिश्तो से मगर रोशन शमा नहीं होती।

Khamoshiyan aksar kalam se baya nahin hoti, Andhera dil mein ho to roshni se aashana nahin hoti,
Laakh jirah kar lo alphazo mein khud ko dhoondhne ki,
Jale hue rishto se magar roshan shama nahin hoti.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top
anchor_01